Tuesday, November 1, 2011

कुछ छोटे सपनो के बदले ,...............!

कुछ छोटे सपनो के बदले ,

बड़ी नींद का सौदा करने ,

"निकल पडे हैं पांव अभागे ,
जाने कौन डगर ठहरेंगे !

वही प्यास के अनगढ़ मोती ,

वही धूप की सुर्ख कहानी ,

वही आंख में घुटकर मरती ,

आंसू की खुद्दार जवानी ,

निकल पडे हैं पांव अभागे ,

कुछ छोटे सपनो के बदले ,

बड़ी नींद का सौदा करने ,"

"Jazba Kurbaani ka yaad rakhna"

"Jazba Kurbaani ka yaad rakhna,
Jo kho so gaye maut ki aghosh main,
Unki meherbaniyo ko yaad rakhna,
Wo de gaye tumhe ek aur mauka jashn ka,
Woh jo the lade tumharie liye,
Unki kahaniyon ko Yaad rakhna..
Vijay Divas hai aaj, Fateh ka din..
Shahadat aur Bahaduri ke iss din ko
Yaad Rakhna.. Yaad Rakhna...................."

Wednesday, May 18, 2011

जो वो कहना भूल गया ..........

अपनी यादें,
अपनी बातें,
ले कर जाना भूल गया,
जाने वाला जल्दी में था,
मिल कर जाना भूल गया,
मुड़, मुड़ कर देखा था उसने जाते हुए रास्ते में,
जैसे कहना था कुछ,
जो वो कहना भूल गया ..........!

khayalein.............

"khyalon se ensaan ka
jab hota hai samna,
yad aati hai phir usse
apne dil ki bhawana,
sochta hai ki,
kya kuch khoya ,kya paaya.......?
do ghari v itminaan se
kyun na ji paya ..........?
bit gayi jindagi
bs khawabon ko sajane me
chahe kitno ki duniyan luti,
apna gharonda banane me...
kadam kadam pe karta rahta
kaissi kaissi.....wo kamna...! ,
dukhon ka na kabhi muh dekhe
chahe hamesa khushi se samna.
Ek din phir tanhai me,
andhare sang parchai me
niklta tanha hi karwann,,,,
khayalon se insaan ka
kabhi na kabhi hota hai samna.........."